Sunday, April 19, 2020

Ilm ki ehmiyat aur Ulama o Talba se Mohabbat karna


حَدَّثَنَا حَجَّاجُ بْنُ مِنْهَالٍ، نا حَمَّادُ بْنُ سَلَمَةَ، عَنْ حُمَيْدٍ، عَنِ الْحَسَنِ، أَنَّ أَبَا الدَّرْدَاءِ، قَالَ: كُنْ عَالِمًا أَوْ مُتَعَلِّمًا، أَوْ مُحِبًّا أَوْ مُتَّبِعًا، وَلَا تَكُنِ الْخَامِسَ فَتَهْلِكَ» قَالَ: قُلْتُ لِلْحَسَنِ: وَمَا الْخَامِسُ؟ قَالَ: الْمُبْتَدِع"

Humayd Riwayat karte hain ki Abu Darda رضى اللٰه عنه farmate hain: Aalim bano ya Talibe ilm (Student) bano ya ek aise shakhs bano jo Ulama (Scholars) se ya Ulama se ilm hasil karne walo se Mohabbat karta ho lekin panchva (5th) na bano

Humayd puchte hain ki ye panchve kaun hai to Abu Darda رضى اللٰه عنه jawab dete hain: Aqeede se firne wala, (Bidati)

(Ibn Abd Al Barr, Jami' Bayan Al-'Ilm wa fadlihi Vol 1 p.41)

"الإسلام يَعلو ولا يعلى Islam Maghloob Nahi Balki Ghalib Hoga"

By: Mohaddis As Shaikh Zubair Ali Zai Rahimahullah Allah par yaqeen ki haqeeqat kamzoori aur museebato ke daur me zaahir hoti hai. Saah...